Shiv shakti ka milan

 Welcome 

Jaisa ki kai logo ko pata hoga mahadev ki ma parvati sa shaadi sa pehla ma sati sa hui ha jo ki khud ma parvati ka pehla janam ha ,ma adishakti ko shiv ko pana ka liya kai janam lena pada tha . 

Sati ka roop ma mata na shiv ko pa to liya lekin apna pita prajapati daksh ka karan wo sati hogyi thi. Uska bad mahadev kalbhairav roop ma daksh ki mundi ko kaat diya aur sati ka sharir ko pura bramand ma leke ghumna lega isko dekh vishnu ji sudarshan chakra sa sati ka sharer ko kat dala. 

Unka aang ka 52 tukda hogya tha jo aaj shaktipeeth ka naam sa jana jata ha 

Uska bad ma adishakti na himavat ka ghar parvati ban janam liya lekin unha aapnana sa shiv na mna kr diya aur samjhaya ki mujsa shaadi kr ka tumha sirf dukh hi milega issliya mujsa dur rho 

Par ma parvati na unha bachpan sa hi apna pati chun liya tha unhone shiv ko pana ka liya tapasaya ki jiska krna ka bd shiv na ma parvati ki pareksha li jiska wo sadhu bankar aaya tha or unsa kahna lga ki aap kyu ek varagi ka liya apni sundarta khrab kr rhi ha jaya or aapna liya ek rajkumar dundhiya jo aapko sab vaibhav da ska shiv ka pass na to ghar ha ,na khaana ko khana, na pehno ko dhang ka kapda 

Is par ma parvati kehti chaha unko pss vo mehalo vala vaibhav na ho pr unka pss ek sundar dil va to bhola ha ,jispar prasann ho jaya sb kuch luta deta ha ,or , phir sakshat parmavata ko vaibhav ki kya avarshakta 

Muja to bas shiv ki jogan banna ha , muja shiv ka siva kuch nhi chahiye, shiv pa liya to sb kuch pa liya 

Ispar mahadev muskuraya aur ma parvati ka samna aaya 

Aur unhona unsa vivaah ka liya ha krdi 

Or vo dono janam jamnantar ka liya ek ho gya 

Jai ho shiv shakti ki🙏

Comments

Popular Posts